Bal Vikas Mahila Paryavekshak Result 2025 @ esb.mp.gov.in

Bal Vikas Mahila Paryavekshak Result 2025 @ esb.mp.gov.in: The Madhya Pradesh Employees Selection Board (ESB MP) has released a notification for the recruitment of the Bal Vikas Mahila Paryavekshak (Anganwadi Karyakarta) jobs. The contenders interested & applied for the MP Bal Vikar Paryavekhsak Selection can have the written test for the recruitment. The ESB MP Anganwadi Karyakarta Exam recently commenced successfully. The officials may plan to release the MP Bal Vikas Mahila Paryavekshak Result 2025 after a month of completion of the examination. The publishing date of the result is intimated in our web portal. Here we provide a link to download the MP Anganwadi Karyakarta Result 2025 from the website. The contenders satisfying the MP Mahila Bal Vikas Paryavekshak Cutoff only selected in the merit list. The postulants can stay in touch with our web portal for more details of the above notification.

Bal Vikas Mahila Paryavekshak Result 2025

Bal Vikas Mahila Paryavekshak Result 2025

Finally, the aspirants who took the written exam of Mahila Bal Vikas 2025 are advised to follow the below method to successfully view their respective results. The written test consists of topics from Nutrition and Health, General Knowledge and Reasoning Ability, Managerial Qualities & Elementary Care & Education of Child. The ESB MP conducted the Bal Vikas Paryavekshak Exam for 200 marks, the contenders satisfying the cutoff are listed in the merit list after the publishing of the result. Now organization releases MP Bal Vikas Paryaveshak 2025 Merit List in the below link.

ESB MP Bal Vikas Mahila Exam Answer Key 2025

The contenders who appeared for the MP Bal Vikas Mahila Paryavekshak Selection will get their answer key from the website. The MP Women Anganwadi Karyakarta Answer Key 2025 is available on the official site. Before releasing of the result contenders can use the answer key to predict the exam scores. The shift wise/ paper wise answer key pdf is available on the website.

Board Name Madhya Pradesh Employees Selection Board
Post of Bal Vikas Mahila Paryavekshak
Official Web Link esb.mp.gov.in
Article Category MP Mahila Bal Vikas Result 2025
ESB MP Mahila Paryavekshak Result Date Updated Soon

Process To View MP Anganwadi Karyakarta Result 2025

The aspirants who attempted the written examination those can download the result from the official website after the announcement of the result. The postulants who are looking for the result will be intimate soon in the main portal. Appeared candidates can check the result those can download the result from the main page. The written examination contenders can follow the steps mentioned below to download the ESB MP Bal Vikas Result 2025 from the official website.

  1. Candidates have to visit the official website.
  2. Open the “Result” tab given on the homepage.
  3. Click on that and find the MP Bal Vikas Recruitment Result 2025 link.
  4. Explore that and enter the roll number and date of birth (DOB) correctly.
  5. Submit the page and the ESB MP Bal Vikas Paryavekshak Result will appear on the screen.
  6. Download the pdf file of the result and save it in the system.
  7. Take a hard copy for future reference.

Click Here to Download MP Bal Vikas Mahila Paryavekshak Result 2025 (Available Soon)

MP Mahila Paryavekshak 2025 Expected Cutoff

The cutoff marks for the selection of the above-written test are released on the website after the announcement of the result. The officials may release the cutoff marks on the basis of the number of applicants, total vacancies, previous year cutoff marks, the difficulty level of the exam & the reservation criteria. The contenders who are satisfying the cutoff marks are listed in the merit list. Based on the MP Bal Vikas Paryavekshak Merit List aspirants get their joining letter from the website.

Category Name (Direct Selection) Cutoff Mark Cutoff for Anganwadi Candidates
ST 125+ 100+
SC 135+ 112+
OBC 140+ 119+
General 144+ 122+

ESB MP Mahila Bal Vikas Paryavekshak Merit List 2025

The MP Bal Vikas Seva Recruitment Merit List is released on the basis of the scores obtained in the written test & the cutoff marks. The contenders can check the category wise cut off marks for the selection of the above vacancies. The candidates listed in the MP Bal Vikas Paryavekshak Exam Merit List will get their joining letter from the official website. The release date of the result & process to download the timetable are intimated in our web portal.

After the declaration of the result, contenders can have certification verification as a final process MP Bal Vikas Mahila Recruitment 2025. The aspirants who cleared the above test are advised to keep all their educational certificates, caste certificates & other basic certificates whenever call them they should bring these certificates for MP Bal Vikas Mahila Paryavekshak Document Verification 2025.

547 thoughts on “Bal Vikas Mahila Paryavekshak Result 2025 @ esb.mp.gov.in”

  1. Hi friend I am belong to sc category or Mene 31 march ko exam diya tha mere 117 marks the or result me 106 marks show Kar rha h salo ne ghotala kiya Hamare future K Sath khilbad horha agar ghotala hi Karna hota Toh vacancy nikalne ka dhong kyu karte Jis Jis K. Marks cut hue h Unko court me case karna chahiye mere Sath glt hua h or me case Karugi. Agar Ab hum chup reh gye Toh Aage v Hamare Sath Aise hi khilbad hota jayga. Majak bana k rakh diya.apne fayde kliye Hamare future K Sath khel rhe h. Aisa hota Kya sidha 11 marks kam krdiya.
    I am sure ghotala hua h Farzi truly ready diya gya h .kya aap bata skte sc ka cutoff Kya gya.

    Reply
  2. Mere v aanganwadi me 135 se 122 kr diye
    Or meri saheli ke 137 se 125 kr diye h
    Ek ke 132
    se 118 kr diye h
    Sb log milkr rti ke tahat answer key lekr or court me case kare

    Reply
  3. Bhuat bad jol kiya h in logo ne yr ye Kesa results banaya h salo ne lagta h number man se dal diye h sabke or feak results de diya

    Reply
  4. Are isne galat result banaya hai mere sc mein 143 marks the mujhe 138.55 marks bata raha hai ye to sarasar galat baat hai mujhe waiting de raha hai 34 ki ye kya baat hui jaanbujhkar galat result diya hai isne.

    Reply
  5. Result bhi diya to bs bad news hi di… Sale ne… 31 vale exam valo ke means mere to direct 10 marks km kr diye he… Kya matlb rha fir online exam lene ka… Pehle to gole ke marks kat lete the or ab day ke… Azib rule he in logo ke

    Reply
    • Vypam ne fir ghotala kia h sc cut off 140 mere 142 marks the salo ne km kr 136 kr bahar hi kr dia .marks change ka kya mtlb h 6 month khub pese khakr result bnya

      Reply
  6. Ha yr mujhe b nhi lgta ki leak hua hoga.. kyu k wo aisa kuchh b hone pr pahle botne… result aane k time nhi bolte,to dobara paper krane k bhi chance nhi bnte,ha result aane m aur late ho skta h ,jo ho raha h…jiska karn to Vyapm hi jane

    Reply
  7. Aaj Icds Bhopal office mein baat hui thi unhone kaha Paper leak ya Paper again hoga aisa Kuch nahi hai,unhone kaha ki Bhopal ke danik Bhaskar mein result ke bare mein news aai Hai result jaldi hi aane Bala Hai, jhoot bola Hai ya such bhagwan jaane

    Reply
  8. Aap sabi Millar first modi JI ko tweet kare ya pmo ko jankari de shivraj singh or vyapam bale sabi ek hi thali ke chate- bate h inka to kam hi janta ko murkh banao or hamare paise per yes karo.vyapam balo ko shivraj ne rok rakha h sarkar result nahi dene de rahi h.hum sab ko ek hokar aabaj uthani padegi.ye sarkar no.1 corrupt h sabi ko ek sath planning karke 181 or modiji ko tweet karna chahiye lekin with planning agar phoot hui to ye nikami govt. Loot legi sabi se sampark karke hi koi kam sath me hoga to better se best hoga

    Reply
  9. Inko jitna bhi bura bhla bolo but kuch sunai nhi deta he… Salo ko…. Bs nokri ke name par dhabba he…. Itne month se to jun me julay me August me ayega krke bol rhe the or ab suddenly rok ka bhana kr diya he…..

    Reply
  10. Hume p.m modi ko bolna chaiye ki vyapam apna kaam theek se nahi kar pa raha ye jab khud ki karyapradaali sahi se nahi kar sakta to dusron ke bhavishya ko kya sudharega isse 6 mahinon mein bhi ek exam ka result nahi nikalte banta court se ye show cause notice nikalwaana chaiye ki vyapam ko kyon na band kara diya jaye jo log jo government hum logo ko naukri nahi de sakti unhe bhi naukri karne ka koi haq nahi hai inke ghar mein to suchaaru rup se har mahine payment aa jati hogi aur upar ki kamaai bhi problem to hum logo ko hai ek musibat se na jane kitni hazaro musibatei judi hai.aise logo ko aur kya bole samajhdaar ko ishaara kafi hota hai par ye samajhdaar ho jab na samvedanheen rishwatkhor.

    Reply
  11. Agar hmara result nhi dege…. To hm log bhi sbhi girls ek sath milkr ldege….. Hmesha sacchai ki jit hoti he….. Vyapm valo…. Tum kya nhi doge result tumhare bap ko bhi dena pdega result smze n… Kutto….

    Ab to cm ko bhi nhi sunai de rha he lgta… Itni complain jane ke bad bhi koi jvab nhi de rha he…..

    Reply
  12. Nitiji nd snehlataji… You are write yar…. Sale in logo ne to hme pareshan krke rakh diya… Apni pehchan valo ke pese kha liye hoge or lga diya he or kya… Sali ye bjp sarkar hi ek nu ki c he…. Inhe vote to dur chunav prachar ke time me hmare aas pas bhatkne bhi nhi dena chahiyr… Sale kutto ko… Voting ke time pe to kutto jese roti magne aa jayege… Or an hm aam janta ki koi nhi sun rha he…. Court kachri sbhi ko khrid liya he salo ne….. Inko kbhi mataji maf nhi kregi… Inke baccho ke sath bhi aisa hi hoga… Khuda sb dekh rha he….

    Reply
  13. Is exam ka result diye bina hum vyapam ko isi post ke liye dusra exam nahi karane denge ek satr ka to result dete nahi ban raha dusre satr ka exam lene chala hai ye baat to galat hai .case mein ye aur add kar dena chaiye kihum logo ka result diye bina ye dusra exam na le anyaatha wo exam maanya nahi hoga akhir hum logo waaley session se hi vyapam ko kyon takleef ho rahi hai .iske pehle bhi to exam liya tha unka bhi to result diya na to isi exam ka result kyon nahi dete ye log.kal vyapam waalon ki news tv par aa rahi thi wo keh raha tha ki hum kisi se nahi darte aur keh raha tha ki hum supreme court ko apne saath rakhte hai .ab dekho ulta chor kotwaal ko date.

    Reply
  14. right ham jindgi bhar yhi krte rhe ..ak ldki ke liye exam me kitni problem hoti h uske bad v result na aye hum.log kya bole apne parrants ki dusre exam ke liye …

    Reply
  15. Aise kaise paper leak ho gaya .koi paper leak nahi ye to bahana hai mein cheez ye hai ki inko hume job nahi deni or netaaon ki biwi behan beti ya kisi rishtedaar ko hi dena hai job result isliye nahi de rahi ki sab kuch light aa jayega aur mujhe to lagta hai ki inke pehchaan waley job bhi karne lage hai meine alag alag sites par dekha hai kuch log puch rahe the ki document verification mein kon kon se document ki jarurat hogi apan logo ko result ki chinta hai unhe documents ki chinta ho rahi jabki ye to baad ki baat hai.case to lagana jaruri hai kyonki hum barbar yahi exam thodina denge jo exam hua hai usi ka result inhe dena padega.

    Reply
  16. Sb jhuth paper leak nhi hua pese kmane the to kma liy 6 month so rhe the aj hos a rha he hr bar 1weak me a jayega,agr leak hua to unki glti 6mah bad kyo bta rhe he usi time kyo nhi btaya hm kyo de dobara paper,50 bar cm Ko mail Kiya problem btayi ,cm helpline me sikayat ki peb icds Ko daily fon Kiya ,tb kyo nhi btaya hme,agr hmara result nhi aya to hm 326000 candidate na hi bjp Ko vote dege. hm sb milkr high court jayenge .hmara pesa or time waste Kiya hme wrong information di,mansik kshatipurti kre,

    Reply
  17. ye mp gov. h niti ji vyapam ko pesa kmana tha so kma lia .ab humare dukh drd se kya mtlb.suna h ki December me fir se a rhi h yhi vacancy .fir pesa kamana or kuch nhi..

    Reply
  18. Shivraj or vyapam bale she kaho hamra puri money return Kate online fee or tyari per kiya gaya sara paisa or mahagotalo me Jo jindgiya katm huge h unki jindgi or jinka selection hona that unki jagah Jo unqualified log nokari kar rahe h or Jo yogh h unka ata pata h nahi h hum chahe to kuch b ho sakta h 3 lakh log or unse Judi unki famili yani ki 10 lakh log Jo kansh mama or vyapam bale tatuyo Jo ki janta ki gadi kamai ka paisa ka rahe h sabi ko sank sikhaya ja sakta h or ekta to bahut badi sakti hoti h ho sake to ek tweet modi JI k nam kar do Jo b kar sakta ho sabi Kate to or b acchha h

    Reply
  19. Kya vyapam bale seven month se so rage the ab kah rahe h govt.ne rok rakha h .vyapm or shivraj ki mili bhagat h vyapam mahagotala ka ek or maha saboot.CBI ki cloger report me Jo bi murder huye h 40 k aas pass sabi vyapam k karn nahi huge yaha CBI shivraj ki tota ban gai h or Jo murder vyapam k karn huye h unme kah rahi h ki ek b mot nahi huyi court or surf court h in logo ko tamacha marega or phir hum election me

    Reply
  20. Beti badao beti padao aisa kyon kehte hai . Ab betiyon ke saath annyae nahi kar rahe khaaskar mahila bal vikas waley hokar koi aur department hota to baat alag thi mahila bal vikas hokar.khair vyapam to jo hai so hai hi par kya department ki jimmedari nahi banti ki vyapsm se puche ki hamare dept ke result mein hi itni der kyon kar rahe hai.iska naam to guiness book of world record mein aa sakta hai result delay karne mein try karna chaiye record mein usse bhi kuch paise mil jayenge vyapam ko.

    Reply
  21. 15 se ke news paper bola tha ek saptah me aa jayega aaj ho gaya na jane kya ho gya sab khamosh di n beette ja rahe date badti ja rahi vyapam ke bahane badte ja rahe site par koi notice nahi aisa lag raha hai sab kuchh chhupaya ja raha hai website par suchana to di ja sakti hai ki karan kya hai delay hone ka ya kab tak aayega result isme kya galat hai kisi ko kuchh kisi ko kuchh bol kar kya siddh karna chah rahe hai

    Reply
  22. Inteha ho gyi,intejar ki… 20 ko bola tha,ab to 21 ho gyi,..ye hme h yaki,result denge ye nhi…ho December hi sahi …is sal ki…,jai mata ki ??

    Reply
  23. Hello friends mein Monika mein bhi aap logo k saath hu sept k baad kuch krna padega.its too much nw. plz koi batayega mere 155 marks h gen category mein kya selection ho skta h

    Reply
  24. Durga mata hi in papiyon ko sabak sikha sakti hai result nahi de rahe hai ye log to inke bachcho ke saath bhi bura hona chahiye bure kaam ka bura anjaam hota hai vyapam walon.

    Reply
  25. Hello friend me mini karykarta hu mene exam diya 124 np hai upr se ager mini walo ke liye koi good news mile ki unhe fayda minega to pl. Btaiye aur rha swal resultka to result to ayega hi kbhi

    Reply
  26. Don’t trust on this bullshit website’s and waste your time, nothing will happen.
    I will request to all my sister’s please prepare you for another exam like banks etc.
    Bcoz our India is corrupt eveywhere it is not only about vyapam.
    I do not want to descurrage you all only tell the truth.

    Reply
  27. Aaj mai vyapam gai thi unhone September end ka bola h agr fir bhi result nhi aata h to court ka decision shi h 15 days aur nhi to reporter se bhi news me out karwa denge wait and watch jldbaji me khi aur gadbad n ho jaye

    Reply
  28. Ye baat sahi hai bas september tak dekh lo ki ye result deta hai ki nahi fir court mein case jarur lagao par abhi se poori kanooni karyavahi karne ki tayyari kar ke rakho agar sept last tak result nahi aaya to 1 oct ko case lag jana chaiye aur hum aapke saath hai jo bhi query hogi use pura karenge.

    Reply
    • Ab to had hi ho gai july m jo exam hua tha samajik vistar adhikari ka uska result september yani ke 2 mahine m hi aa gya or hamara ti 6 mahine m bhi ni aya

      Reply
  29. इतना time नही लगता यार रिजल्ट आने में,कोई सही information भी नही देते vyapm वाले ,15 दिन बोलते-बोलते ,6 महीने हो गए,लोग केस करने में भी जिसमे सोचने लगे के;
    रिजल्ट आने वाला हो और केस करने में court से रुक जायेगा,फिर तो और लेट;
    और व्यापम वाले इन सब का फायदा उठा रहे है। याद रखना बहनों यदि इस महीने रिजल्ट नही देते ये तो समझो कि कुछ गड़बड़ तो है ही,साथ मे; इतनी जल्दी रिजल्ट नही देने वाले यें। केस तो करना ही पड़ेगा।

    Reply
  30. koi news leak hi nhi kr rhe h pta nhi kya soch rakhe h kya rule h bah mp gov. man gye 7 month ho gye h result nhi aye huye koi information nnhi kya reason h yha result ke liye v hume court jana pdta h wah looser system…..

    Reply
  31. Jin logo ne group bana rakha ydi wo ye comments​ padte ho or unke pass result se Judi koi bhi information ho to plz hum logo ko bhi bataiye .

    Reply
  32. Kaise bhi karke vyapam ka sting operation karwa dena chaiye kisi bhi channel ke reporter se jaise aaj tak ,india news etc.kisi media reporter ko contact karo please koi janta ho kisi media waley ko.aur phir saare news channel par telecast karna chaiye iska karnama.tabhi manega ye lobhi.

    Reply
  33. jub tak target nhi hoga len den ka result nhi aayega jaise hi unka kota pura hoga aayega any way kisi ko koi information mile tohh btan plz..

    Reply
  34. Hmne mehnat ki he to result b milna chahiy hm har nhi man skte result banne me 6mah nhi lgte computer pr 1 click se 1minit me result samne hota koi badi bat he jo hmse chupai ja rhi he na cm helpline n vyapam n newspaper nhi cm ko kiya gya mail kahi b hmari sunwai ho rhi he ab sirf 1 rasta he highcourt,court k fesla cm ko b manna hoga

    Reply
  35. Me highcourt me case kr rhi hu is k bare me vivek tankha ji se bat ki he km se km 50 candidate hone chahiy hr sikayat ka likhit proof union k letter pad se sikayat kre jo jyada benefit hoga jo log taiyar he 8517907986,9131916099 is pr contact kre

    Reply
  36. Ek do saptha ka matlab to yahi hua na ki pura september end matlab agle mahine.fir agle mahine kahege ki do saptha aur fir do mahine ab kya bacha pura saal hi gaya samjho .ab to pakka hai ki ye vyapam result kabhi nahi dega dekh lena.

    Reply
  37. रिजल्ट आएगा भी या नहीं व्यापम बताता क्यों नहीं है ।अगर नहीं देना है तो वह बताओ कुछ भी नहीं बताने का क्या मतलब है।कुछ तो बताए

    Reply
  38. Mujhe ye baat samajh nahi aa rahi ki online exam hote huye result mein itni der kyo ho rahi hai isse pehle bhi to kai exam huye hai jinko lakho logon ne diya hoga par phir bhi to result aaya hoga na par yahan to bhaiya vyapam ke “ghar mein der bhi hai aur andher bhi”.kya sthithi paristhiti hai vyapam ki keep crwaling vyapam.

    Reply
  39. aaj maine phone lagaya tha teen baar maine poocha sir paryeshak ka result aayega ya nahi aayega unhone kaha kyo nahi aayega maine kaha september last me to kaha nahi usse pahle kam chal raha hai 100 bar lagaya tab teen baar uthaya controller se baat hui ek bar ek baar 02 number par baat hui ek baar madam se baat karwai……………….

    Reply
  40. Kuchh nhi hone wala ab to,jane kyu result rok k rakha h…. btate b nhi sahi sahi…ab to 10 tareekh b ho gyi,nhi aaya result,ab kaise vishvash kre k kuchh ghotala nhi chal raha 🙁

    Reply
  41. 10 सितम्बर तारीख तो हो गया अब कब आएगा रिजेल्ट व्यापम ने तो हद कर दी।

    Reply
  42. Dekha aaj bhi result nahi aaya.sunday closed to nahi kahi.kisi ne fir se case ka mudda uthyaya hai kya agar case hai to vyapam news section mein itni si baat nahi likh sakta are india case bahut dino tak chalte hai agar case tha to exam ke pehle batana tha na ab result ke time kyo bata rahe hai aur hame kya karna hai kisi case se humne exam diya tha hume result chahiye bus kaisa bhi ho kuch bhiho.ek to bardasht nahi ho raha ki aankho ke samne baimaani ho rahi hai aur hum pade likhe log bhi kuch nahi kar pa rahe .aur kare bhi to kya har candidate ne apne taraf se har koshish ki hi hogi.

    Reply

Leave a Comment