Bal Vikas Mahila Paryavekshak Result 2024 @ esb.mp.gov.in

Bal Vikas Mahila Paryavekshak Result 2024 @ esb.mp.gov.in: The Madhya Pradesh Employees Selection Board (ESB MP) has released a notification for the recruitment of the Bal Vikas Mahila Paryavekshak (Anganwadi Karyakarta) jobs. The contenders interested & applied for the MP Bal Vikar Paryavekhsak Selection can have the written test for the recruitment. The ESB MP Anganwadi Karyakarta Exam recently commenced successfully. The officials may plan to release the MP Bal Vikas Mahila Paryavekshak Result 2024 after a month of completion of the examination. The publishing date of the result is intimated in our web portal. Here we provide a link to download the MP Anganwadi Karyakarta Result 2024 from the website. The contenders satisfying the MP Mahila Bal Vikas Paryavekshak Cutoff only selected in the merit list. The postulants can stay in touch with our web portal for more details of the above notification.

Bal Vikas Mahila Paryavekshak Result 2024

Bal Vikas Mahila Paryavekshak Result 2024

Finally, the aspirants who took the written exam of Mahila Bal Vikas 2024 are advised to follow the below method to successfully view their respective results. The written test consists of topics from Nutrition and Health, General Knowledge and Reasoning Ability, Managerial Qualities & Elementary Care & Education of Child. The ESB MP conducted the Bal Vikas Paryavekshak Exam for 200 marks, the contenders satisfying the cutoff are listed in the merit list after the publishing of the result. Now organization releases MP Bal Vikas Paryaveshak 2024 Merit List in the below link.

ESB MP Bal Vikas Mahila Exam Answer Key 2024

The contenders who appeared for the MP Bal Vikas Mahila Paryavekshak Selection will get their answer key from the website. The MP Women Anganwadi Karyakarta Answer Key 2024 is available on the official site. Before releasing of the result contenders can use the answer key to predict the exam scores. The shift wise/ paper wise answer key pdf is available on the website.

Board Name Madhya Pradesh Employees Selection Board
Post of Bal Vikas Mahila Paryavekshak
Official Web Link esb.mp.gov.in
Article Category MP Mahila Bal Vikas Result 2024
ESB MP Mahila Paryavekshak Result Date Updated Soon

Process To View MP Anganwadi Karyakarta Result 2024

The aspirants who attempted the written examination those can download the result from the official website after the announcement of the result. The postulants who are looking for the result will be intimate soon in the main portal. Appeared candidates can check the result those can download the result from the main page. The written examination contenders can follow the steps mentioned below to download the ESB MP Bal Vikas Result 2024 from the official website.

  1. Candidates have to visit the official website.
  2. Open the “Result” tab given on the homepage.
  3. Click on that and find the MP Bal Vikas Recruitment Result 2024 link.
  4. Explore that and enter the roll number and date of birth (DOB) correctly.
  5. Submit the page and the ESB MP Bal Vikas Paryavekshak Result will appear on the screen.
  6. Download the pdf file of the result and save it in the system.
  7. Take a hard copy for future reference.

Click Here to Download MP Bal Vikas Mahila Paryavekshak Result 2024 (Available Soon)

MP Mahila Paryavekshak 2024 Expected Cutoff

The cutoff marks for the selection of the above-written test are released on the website after the announcement of the result. The officials may release the cutoff marks on the basis of the number of applicants, total vacancies, previous year cutoff marks, the difficulty level of the exam & the reservation criteria. The contenders who are satisfying the cutoff marks are listed in the merit list. Based on the MP Bal Vikas Paryavekshak Merit List aspirants get their joining letter from the website.

Category Name (Direct Selection) Cutoff Mark Cutoff for Anganwadi Candidates
ST 125+ 100+
SC 135+ 112+
OBC 140+ 119+
General 144+ 122+

ESB MP Mahila Bal Vikas Paryavekshak Merit List 2024

The MP Bal Vikas Seva Recruitment Merit List is released on the basis of the scores obtained in the written test & the cutoff marks. The contenders can check the category wise cut off marks for the selection of the above vacancies. The candidates listed in the MP Bal Vikas Paryavekshak Exam Merit List will get their joining letter from the official website. The release date of the result & process to download the timetable are intimated in our web portal.

After the declaration of the result, contenders can have certification verification as a final process MP Bal Vikas Mahila Recruitment 2024. The aspirants who cleared the above test are advised to keep all their educational certificates, caste certificates & other basic certificates whenever call them they should bring these certificates for MP Bal Vikas Mahila Paryavekshak Document Verification 2024.

547 thoughts on “Bal Vikas Mahila Paryavekshak Result 2024 @ esb.mp.gov.in”

  1. General category 5.88 marks Kam Hai,but Meri do frnd ka hua Hai marks Kam hone ke Baad bhi.ek aww Hai,ek direct Hai unka score aacha Tha.

    Reply
  2. Right, vypam bale Jan bucheker panga nahi lenge,har kadam phook phook ke rakh rahi sarkar 2018 se election ki tyari suru Hai aise mein Kisi ghottale ki gunjaish nahi Hai ,negative comments to har result ke bad aate hi Hai.kise ko kosne se kuch nahi hoga.

    Reply
    • Vandana ji apke kitne mark kam huye……Categeri etc bataiye, kuch logo ke to mark bade hain…..pahale se 1 se 4 tak……. hm kaise maan len.. ki ghotala nahi hua….. contect nu. 9424766689

      Reply
  3. Ghotala to hua h kuchh yr… kisi k 70-80 number tk km huye h….kya itne b km ho skte h kya,kya itne questions glt rahe hoge ya normalized b kiya to itne km nhi hote yr…. iska mtlb h k kuchh gdbd jaroor huyi h…..

    Reply
  4. Koi fayda nahi hoga kyoki result beena soache samche to nahi diya hoga,mere sampark mein jitne bhi log Hai sabhi ke marks Kam kiye Hai,Kuch to reason hoga, pehle bhi kai online exam ka result isi tarh aaye hai,mere bhi marks Kam hai,I don’t waste my time & money,compitition bahut Hai hume or mehnat ki jarurat hai & I am satisfy cut off bahut Hai baise bhi koi chance nahi

    Reply
  5. Ye kehne ka waqt nahi h friend Ab Toh sirf karne ka waqt h.jitne v girls k marks kam hue hai Hum Sabko ek jut hona h or case karna h singal singal case Karne ka koi response ni milega Sabko ek hi baat bolna padega or ies vyapam ki mitti mi Milana hoga iesne Hamare future K Sath khilbad kiya h Saja Toh iesko Dilkar rahege Hum. Kon kon agree hai case kliye plz share Karo…. Jisse jaldi prakriya suru kr payge daily daily msg type krne se kuch ni hoga ab action lene ka waqt h wo v jaldi se jaldi OK… Plz Batao kon kon case karna chahta jisse Hum Sab Milkar process ko aage bada sake let horha h

    Reply
  6. Isse to ye kaho ki ek result banaye aur jo computer screen par number aaye the uske aadhar par result banaye vyapamusme apni taraf se jod tod na kare aur fir baad mein chahe seniorty ko preference de par result comp scrn ke number ke adhaar par banaye fir chahe hamara ho ya na ho result ise sahi banana padega ye harkat jo isne normalization ke naam par ki hai ye chamayogya nahi hai.

    Reply
  7. Ye sab vyapam ka pre plane tha ki aage kya karna hai logo ko kaise bewakoof banana hai so usne harkat kar di pura result spoil kar diya hai ab sab ladte raho iski khatiykhadi to jab hogi jab iska koi bhi form dubara mat bharna aur doosri baat jab isne jitni bhi seat thi wo sab bhar li hai to waiting kis liye de raha hai seedhe bol de na ki ab iske baad kisi aur ka nhi hoga kaheki waiting de raha hai .are iske pass logo ko dhoka dene ke kai bahane hai kuch bhi bol dega kynki jiski baat ek uska baap ek aur jiski baat 100 uske baap 100.aur kya kahe is ghatiya vyapam ko.

    Reply
  8. Kuch bhi vypam ko bhrti nirsht nahi karne Dena Hai nahi to hum sabko phir SE wahi pahada padna padega,phir mehnet karni hogi ,haa hum sab Sahi result ki mag Kar sakte Hai

    Reply
  9. Jinko unhe Lena tha unke no. bada diye or nahi Lena tha unke Kam kar diye mere 135 the 130 kar diye sab gjotala Kiya hai
    Main to bjp Ko Kavi v bot nahi. Dungi

    Reply
  10. ek ek aadmi apne najdeek ke thane me vyapam ki report dallo phir sabhi koi jinke nuber kam huye hai rti laga do 10 din me jaankaari haath me hogi nahi posting ke baad kuch nahi hone waala rti ka form vyapam ki website me dala hai case apne aap ban jaayega internet pe aajtak zeenews ka address dekh kar sab ko patra likh daalo

    Reply
  11. ek ek aadmi apne najdeek ke thane me vyapam ki report dallo phir sabhi koi jinke nuber kam huye hai rti laga do 10 din me jaankaari haath me hogi nahi posting ke baad kuch nahi hone waala rti ka form vyapam ki website me dala hai case apne aap ban jaayega internet pe aajtak zeenews ka address dekh kar sab ko patra likh daalo

    Reply
  12. Vyapam k nideshak bhadoriyaji k rahe h kuch students ne Galt questions ki complain ki ti uske baad commitee baithi or uske baad list jari hui yani ki jin logo ne complaint ki ti bo ya to netayo k ristedar h or kuch vyapam balo k kuchh se paise liye or complaint dalbai kisne in sabne milkar phir inhone jo inke sampark me te kuch rolation bale or kuch paise bale inhone sampark balo ke to marks bada diye or jinse koi sampark nahi ta unke cum kar diye yani ki commeettee ke nam per or comlain k nam per mahagotala ek baat or result pe rok lage or judge ki nigrani me jabalpur supteme court me ek mahine me result aaye or jo no .online k samay so huye h unke aadhsr per marit bane n kisi k kam ho or n jyada judge sahb se request karo ki ye hamare future ki baat cum se cum 10 lakh log is galt niyam se pareshan h isliye aap apni nigrani me ek mahine me nyay kare or peb ko khatm kare nahi to ye log mp hi nahi pure desh ka future bardaad kar denge abi to yaha ander nagri chopat raja bala hal h aage or jo aapko sabi ko sahi lage bo kjiye sarkar to kisi ki sunne bali nahi h hume ise aandolan ka roop dena hoga or agar chunav aa gya to ye log jach k nam per gumrah karenge jach hoti h to only judge saheb ki nigrani me agar koi adhikai karega to ye log dabba denge jo b nirdya ho bo sabi ki jankari me or fair hona chahiye janta se bada koi nahi phir ye log jankari sarbjanik kyo nahi karte her niyam ye neta or corrupt log h banate h aapne hisab se janta ko lootne k liye kya him fees dete h San kuchh karte h hamare paise pe ye sabi yes karte h or him se h sabkuch chupate h apno ko lagate h kaha tak aap sahan karoge ati to her jagah barjit hoti h hud ho gai an to jago any doubt 8103666922 whatsaap no or ukhad fenko pen or vyapam balo ko or Jo inke support me aaye use b hum 10 lakh log or ye jyada se jyada 50000 hajar ho sakte h lekin ye much log 950000 logo ko kaise lool sakte h Lekin loot sakte h kyoki humme foot h
    Thanks

    Reply
  13. Sabi k whatsapp no ho to sabi ek dusare ko asani se ek dusare ko information de sakenge or planning b kar sakenge agar baton se kam chalta h to rahne dete h vyapam me nideshak koi Bhadoriya JI ka statement aaya h please any infometion send this no 8103666922 its my whats app no

    Reply
  14. Itni buri to negative marking bhi nahi hoti bade syane ne likh diya ki negative marking nahi hogi aur bechare logo ke najane har kahi se har kitne marks kaat diye ab to agar ye fir se sahi result banat hai totheek hai nahi to vyapam ko band karwao taaki vyapam mein naukri karne waalon ki naukri chute tab pata chalega ki berozgaaar hona kitna khatanaak hota hai.

    Reply
  15. Sharma ji aapka kehna ek dum sahi I am satisfy your decision jin jin students k Sath galat hua h un Sabko ek sath ek jut hokar hi case karna padega Akele Akele me kuch ni hoga ye vyapam bahut bada frod h. Agar Ab chup reh gye Toh Aage Hume iesse v Bura result Dekhne ko mil skta h av unka muh band ni kiya Toh Inko Smj ni aata insaan Chand paiso kliye ye students K future K Sath khel jata h sharm naam Ki bhi koi cheez hoti h jo in ghatiya logo ko jara bhi ni h. Bhagwan se Daro salo burai ka ant toh hokar rehta aaj Ni Toh kal.aisa karna hota toh vacancy kyu nikalte ghotala Karo kon mana Kar rha Hamare Paise Hamara waqt Toh ni kharab Karo maa Baap kitni ummid se mehnat karte jaha exam center padta Waha Lekar jate kyu paisa Barbad karte Fir Sabka tum Kutte Hum Din Raat mehnat Karke Padai Krte or fal tum usko kisi or ko de dete ho. Insaaniyaat naam Ki cheez Toh tum logo me hai ni.tume Hum Toh maaf Karnge ni Saja dila K rahege sath me Bhagwan se aankhe milane layak ni ho tum log. mere 11marks cut hue h. Supervisior ka tha mera. Khoon khol rha mera.muje job ki kitne jarurat Thi ye me janti hu. Tume kisika dukh thodi dikhta sirf apna paisa dikhta h. Marnge salo sab ladkiyo ki Baddua tume khaygi dekhna.

    Reply
  16. Ek baat or pm ko tweet karo kansh mama or vrasth vyapam look rahe h shivraj ko or vyapam dono ko htao nahi 2018 k chunav me ek b bot nahi or aapka nam b ye kharav kar raha h kansh mama

    Reply
  17. Hamare pass her cheej ka ilaj h chahe shivraj ho ya lutera vyapam or 500 bar call kare tab ek bar utate ye jab desh ka pm kahta h ki me janta ka sevak hoo to ye vyapam tatuyo ki aukat hi kya h lekin ekta k sath

    Reply
  18. First hum Sab agar bate hi karte rahenge to result kaise niklega hamare 128 k 111 kar diye or ye kah rahe h ki pahle kyo nahi bataye ye karyakarta bala h or ye direct bala h ye sab inke bahne h hum sab ek sath milkar ek aabaj me ladna yoga ye shivraj Singh ka brasth tantra h Hume milkar ke media ko bulakar ek sath ek sthan per dharne per baithna chahiye or mere khayal se uchha shiksha mantri ke sahar Gwalior me ek jagah per media ko bulakar k or jab tak nahi uthna h jab tak is result per ROK mantri khud n rukba de nahi to shiksha mantri or shivraj istipha de is vyapam ne lakho logo k future ko barbad kiya h lekin ab nahi hum koshish karenge ki Hume jald hi rti k tahat jankari niklbani chahiye
    If you have any doubt call this no 8223938128 in lutere ka ilaj karna hi hoga ye ekdam anyaya h or hum court me b Jana chahiye lekin ekta k sath nahi to ye neta foot ki loot lete h please ek rahe

    Reply
  19. Mere aganwadi ke 5 sal ke anubhav me 134 aye the second shift 2:30 wali me. wo direct wali me bata rakha he or direct wali first shift 9: 30 me 122 number aye the wo anubhav wali me bata rakha he.enhone to shift hi chang kar di . Ye bhut badi galti he.

    Reply
  20. M.p.p.eb.ki bahut badi galti.5 varsh ke anubhav valo ke no.direct me daldiye aur direct valo ke anubhav me .exam ki shift hi change kardi . Ab to aasani se high cort me cash lag jayega.

    Reply
  21. Mere aww me 130 se 126.88 ho gaye or direct wale me 129 se 125.51 ho gaye. Ye kaisi marking hai vyapam ki jiska karna hai uske no.badha do aur jiska nai karna ha uske no kam kar do ya hi online exam hai kya yadi aisa karna hai to bina exam k Hi bharti kar Lena tha . kyo hamara paisa aur waqt barbàd kar rahe.ab vyapam pa 1 % vishwas nai raha

    Reply
  22. Jin logo ka ho gaya hai wo kahe rahe hai ki vyapam ne sahi kiya hai ye normalisation hai easy or tough paper ka issue bata rahe hai magar hum ye kaise mane ki humne jo paper diya tha wo easy tha or dusre logo ne jo paper diya hai wo tough tha ye sarasar dhandlebaji hai jinka ho gaya hai wo to vyapam ka raag aalapenge hi aur kuch ladkiya to kah rahi hai ki kuch logo number kum the to unke jayda kar diye115 se 119 aisa kyon idher se ghata rahe hai udher se bada rahe hai ye kaisa normalisation hai seedhe kahona ki jisne rishwat di hai unke kam se jyada kar raha hai aur jisne nhi di unke jayada se kam kar raha hai bahana normalisation ka le raha he ghooskhor basterds

    Reply
  23. Me mini karykarta hu mera supervier me hua but mini karykartha hu aap loge ager ye pta chale ki mini walo ko manyta de di hai please hme btaiye

    Reply
  24. Aisa nahi ho sakta ki koi ek particular case lage aur uska case number ek hi jo humien mil jaye aur jisko bhi us case se judna ho wo aakar us case mein jud sake kyonki agar ek hi cheez ke alag alag case lagenge to alag alag paishiayan lagagi aur bahut saare logo ka waqt aur paisa bhi barbaad hoga isliye ek par damdaar or sab logo ke gawahi or support se bhara case hoga to judge bhi sahi judgement dene mein nahi hichkichaeyga aisa ho sakta hai to jaldi karo doston mein to har pal aap logo ke saath hoon bus aap log bata do ki kab kaha kaise case karna hai vyapam ke guidline ke anusar case highcourt jabalpur mein lagaya jata hai.

    Reply
  25. Agar humein case lagana hai to humein ek hi platform tayyar karna padega kyonki akele akele koi kya kar payega is bhoot ka koi ek jagha ek din ek phone number decide karo sab log milkar jitne bhi victims hai sab milkar high court mein case karo dharna dena hadtaal karna ye sab faltoo hai bus case lagao kaise bhi karke is par aur wo cm helpline se kuch nahi hoga inki shikayat inhi se karke kya haasil hoga court mein case karo aur jaldi decide karo ki kahan milna hai kab case karna hai.

    Reply
  26. Ye exam jo isne liya hai padai ke liye to 1 mhn ka time diya fir jab exam center diye to parshaan karne ke liye 18 km door diye aur fir jab result diya to aise diya ki march ka result sept mein ab result diya hai to wo bhi gadbad.wo bhi itne udhedbun karne ke baad.phli baat to ye ki ye number kis base par kam kar raha hai kya isne isse pehele kisi aur exam mein bhi aise hi marks kam kare hai aur ye kya matlab hota hai shift wise agar hum ye kahe ki jis din humne exam diya tha unke pahle aur baad waaly logo ke paper mein hamare marks jayda aate to ye difference akhir kis cheez ka hai aise to kabhi koi pass nahi hoga or na hi kabhi kisi ko naukri milegi govt ne vyapam ko ye authority di hai to ye apni manmaani karne mein laga hai.aur ye kisi se dar bhi nahi raha na desh ke samvidhaan se na cbi se.

    Reply
  27. MPPEB OFFICERS please mind it

    Mere aanganwadi se 123 marks se 120
    Aur 119 se 112 marks kaise ho gaye,
    Online exam hone ka kya matlab
    Vyapam k jaise hi MPPEB me bhi ghotala.

    Aap to hame marks count karne ka formula bata de ki jisse ham bhi marks nikal sake,

    Aur haa sbhi ki roll no k saath marks li list bhi provide kare reason k saath ki kisi marks badhe hai aur kisi marks kam huye hai.

    Reply
  28. Friends padne wale students k Sath bahut galt hua h ye Ab kya decision hai jisse vyapam ki Uske kiye ki Saja MIL sake.jab tak h burai k against Nahi Jayge desh me burai kv khatam ni hogi. Din par Din Badti jaygi. Mera Toh khoon khol rha h bahut Bura. Pagal samj rakha h Hum logo ko. Aaj k vyapam ka koi form ni bharna na BJP ko vote Dena. Mama bankar Hamare Sath hi glt kans mama hai Ye duniya K liye bhale bante h or h logo k chhura bhhokate h.nark bhi Nahi milega in logo ko Hamare future K Sath khel rhe h
    Frod sale…

    Reply
  29. Jaldi hi koi bhi kaam uthao taki in bharthachiyon ka pardafac ho sake mere computer schrean par 132 no the par aaj 97 .13 kaise ho Gaye please logo Ko ikatha Karo pm Ko helpline Mai phone Karo kyonki vyapam currption aur loot ka adds ban Chuka hai.

    Reply
  30. Vyapam ka form kabhi nahi bharna jab ye unhi logo ko lega jinko isko lena hai to hum apna paisa aur waqt barbaad kyon kare akhir hum log ise kyon faaltu mein paise de aisa karne se to iska fayadaa hoga aur hamare waqt aur paise dono aur humekya mila mental trouble .ab mein samajh gayi ki ye logo se form bharwakar apni jab bharta hai ye kisi ko job nahi dega neha mandloi u r always right.

    Reply
  31. Ab ise kahte h maha ghotala…sbki waiting lga di,aur rishtedaro ki bharti kr li… koi kuchh kahega bhi to btayenge ki day wise k hisab s km jyada to number hote hi h…aur ye to hmesa ka rule h,isliye to online exam m bad m number badal jate h… Vyapm ji k liye taliya….waise jinko select kiye h,jra unke pahle k marks kitne the? Hm ye bhi janna chahenge… ?

    Reply
  32. Ye vyapam wala bahut chaalu hai isneapan ko result dene ke bahane badla nikala hai saali un chinaalon ko liya hoga jo inki kutiya hai peeche peeche dum hilane wali hamari mehnat majak hai .liya unhe hi hai jinhe ise lena tha number kum kyon kar raha hai achcha jab hum exam dete hai to number khudbakhud aa jate hai .par screen par jo number humne dekhe the uska apne pass koi saboot hi nahi reh jata na andar mobile le jane deta hai aur na hi usi waqt koi print deta hai wo to kahega ki jo number vyapam ne diye hai wahi tumhare number hai par ye sahi nahi hai .ab kya kare yaar is hizde vyapam ka.

    Reply
    • Jaldi hi koi bhi kaam uthao taki in bharthachiyon ka pardafac ho sake mere computer schrean par 132 no the par aaj 97 .13 kaise ho Gaye please logo Ko ikatha Karo pm Ko helpline Mai phone Karo kyonki vyapam currption aur loot ka adds ban Chuka hai.

      Reply
  33. Mere 148 marks aye tha
    146.3 ker dia ha
    14 waiting ha
    29 March 2nd shift exam
    Obc OBC category
    List kase dekhna ha day wise
    So to ho nahi rahi ha

    Reply

Leave a Comment