Bal Vikas Mahila Paryavekshak Result 2025 @ esb.mp.gov.in: The Madhya Pradesh Employees Selection Board (ESB MP) has released a notification for the recruitment of the Bal Vikas Mahila Paryavekshak (Anganwadi Karyakarta) jobs. The contenders interested & applied for the MP Bal Vikar Paryavekhsak Selection can have the written test for the recruitment. The ESB MP Anganwadi Karyakarta Exam recently commenced successfully. The officials may plan to release the MP Bal Vikas Mahila Paryavekshak Result 2025 after a month of completion of the examination. The publishing date of the result is intimated in our web portal. Here we provide a link to download the MP Anganwadi Karyakarta Result 2025 from the website. The contenders satisfying the MP Mahila Bal Vikas Paryavekshak Cutoff only selected in the merit list. The postulants can stay in touch with our web portal for more details of the above notification.
Bal Vikas Mahila Paryavekshak Result 2025
Finally, the aspirants who took the written exam of Mahila Bal Vikas 2025 are advised to follow the below method to successfully view their respective results. The written test consists of topics from Nutrition and Health, General Knowledge and Reasoning Ability, Managerial Qualities & Elementary Care & Education of Child. The ESB MP conducted the Bal Vikas Paryavekshak Exam for 200 marks, the contenders satisfying the cutoff are listed in the merit list after the publishing of the result. Now organization releases MP Bal Vikas Paryaveshak 2025 Merit List in the below link.
ESB MP Bal Vikas Mahila Exam Answer Key 2025
The contenders who appeared for the MP Bal Vikas Mahila Paryavekshak Selection will get their answer key from the website. The MP Women Anganwadi Karyakarta Answer Key 2025 is available on the official site. Before releasing of the result contenders can use the answer key to predict the exam scores. The shift wise/ paper wise answer key pdf is available on the website.
Board Name | Madhya Pradesh Employees Selection Board |
Post of | Bal Vikas Mahila Paryavekshak |
Official Web Link | esb.mp.gov.in |
Article Category | MP Mahila Bal Vikas Result 2025 |
ESB MP Mahila Paryavekshak Result Date | Updated Soon |
Process To View MP Anganwadi Karyakarta Result 2025
The aspirants who attempted the written examination those can download the result from the official website after the announcement of the result. The postulants who are looking for the result will be intimate soon in the main portal. Appeared candidates can check the result those can download the result from the main page. The written examination contenders can follow the steps mentioned below to download the ESB MP Bal Vikas Result 2025 from the official website.
- Candidates have to visit the official website.
- Open the “Result” tab given on the homepage.
- Click on that and find the MP Bal Vikas Recruitment Result 2025 link.
- Explore that and enter the roll number and date of birth (DOB) correctly.
- Submit the page and the ESB MP Bal Vikas Paryavekshak Result will appear on the screen.
- Download the pdf file of the result and save it in the system.
- Take a hard copy for future reference.
Click Here to Download MP Bal Vikas Mahila Paryavekshak Result 2025 (Available Soon)
MP Mahila Paryavekshak 2025 Expected Cutoff
The cutoff marks for the selection of the above-written test are released on the website after the announcement of the result. The officials may release the cutoff marks on the basis of the number of applicants, total vacancies, previous year cutoff marks, the difficulty level of the exam & the reservation criteria. The contenders who are satisfying the cutoff marks are listed in the merit list. Based on the MP Bal Vikas Paryavekshak Merit List aspirants get their joining letter from the website.
Category Name | (Direct Selection) Cutoff Mark | Cutoff for Anganwadi Candidates |
ST | 125+ | 100+ |
SC | 135+ | 112+ |
OBC | 140+ | 119+ |
General | 144+ | 122+ |
ESB MP Mahila Bal Vikas Paryavekshak Merit List 2025
The MP Bal Vikas Seva Recruitment Merit List is released on the basis of the scores obtained in the written test & the cutoff marks. The contenders can check the category wise cut off marks for the selection of the above vacancies. The candidates listed in the MP Bal Vikas Paryavekshak Exam Merit List will get their joining letter from the official website. The release date of the result & process to download the timetable are intimated in our web portal.
After the declaration of the result, contenders can have certification verification as a final process MP Bal Vikas Mahila Recruitment 2025. The aspirants who cleared the above test are advised to keep all their educational certificates, caste certificates & other basic certificates whenever call them they should bring these certificates for MP Bal Vikas Mahila Paryavekshak Document Verification 2025.
Results kab aayega yar …
Nitiji apke kitne marks h…nd cat..aur direct ho ya aww
Sb 181 cm helpline pr call kro mene to kr diya
Yr ye Vyapam Vale phone Kyu nhi utha rhe
Kal 10 tark h.kya kal result ayega .mujhe to nahi lagta.jarur kal fir koi bahana hi haath lagega.vyapam jis tarha ke vakyansh bolta unke sahare to ye unginat saal bhi laga sakta hai.dosto time is money aùr ye time kha raha he aur hum par emotinal atyaachaar kar raha he vo alag .pata nhi bechaare kitne logo ne kya kya sapne bun rakhe honge aur ye laga he apni ghatiya aur political shabd bolne me “15-20 din mein dekh lene” idiot .
Isse achcha to offline le lete exam
Akhir chal kya rha h kb ayega result
Akhir chal kya rha h kb ayega result
Ye June ki news h. Ab court ki bat nhi h,aur vibhag walo n bhi Vyapm walo ko information de di h,jo unhe chahiye thi,…tb b late ho rahi h… kyu k Vyapm ka kahna tha k result taiyar h,unhe vibhag se jankari nhi mil rahi h….15-20 din m result aane wala tha,abhi tk 15-20din khatm nhi huye unke ,6 mahine hone aa gye…ab to result dena chahiye .
https://www.bhaskar.com/news/MP-IND-HMU-MAT-latest-indore-news-023503-3002686-NOR.html
News in denik bhaskar about result.
Meri wife ke 176 no he sc se
Uska hoga ki nhi
Aaj maine phone lagaya tha to ab september last ka bol rahe hai kal tak 10 se ka bol rahe the kuch to gadbad hai
Inka 10 15 din kb khatam hoga. Isse achcha to ye hota ki offline hi le lete exam kyuki last year offline me 3 month me result a gya tha or sabka paper bhi ek hi tha
Are kisi ke parichit kaam karteho vyapam mein jo sahi information de sake ki kab tak result ayega ya result ban bhi raha he ya nahi ye bata nahi sakte ki realty kya hai maine bal vikas waalo ko pucha to keh rahe the ki hum se mat pucho vyapam mein pucho aur vyapam mein pucho to wahi jawaab 10-15din mein dekhna .koi kisi sahi vyakti se pucho jo sahi ans de varna sabko gumraaha to kar hi rahe he ye vyapam waaly.
Ab to jo bhi ho bus result de de
Lagta he bhul gaye ex lekar
Lagta he bhul gaye
Result nhi a raha
Matlab ab bhi dekhna .confirm nahi kiya ki 10 tareek ko de denge.itna time lagane ke baad bhi inka in shabdo se pet nahin bhara “dekhna,pata karna”.how irrisponsible!
Mene vyapam call lagaya bole 10 tarikh tak dekhen result i hope 10 sept. Ko result aa jaye
Ok sb milkar chalenge CM ke pas
10 tak dekhte he nhi to sb milkr 11 ko cm k pas chalenge jo chalna chahte he comment kre
Deepti ji uc news ka full form bataiye
Result kab aa raha hai koi information hai kya bahno
bhno pmt ghotala to yad hi hoga jb usme ghotala ho skta h .ye to chota exam tha .bus name change kr diq h peb .kam bhi h ghotala krna .. 6 moths ho gyr h koi sunbai nhi h ..itni late koi result ata h mab kya guarantee h transparancy hogi result me . jin logo ne pese diye honge un logo se v jyda kuch logo ke no. a gye honge or seat utni hi h .to ab kyq kre isse result hi declare nhi krte h bt lhtm .sb waite krte krte thak jayenge or bhul jayenge ..
we have only 1 option wait & watch when ever u get any information regarding result plz contact this no 09981748264
Iska mtlb to ye hua k patrika news farzi news chhapte h…. pahle b news dali,fr htali,fr dali,aur ab b nhi aa raha result….. ab to Vyapm k koi form n bharungi… sb farziwada hi chalana hota h to kya mtlb,is curruption m shamil ho kr… yaha koi sunne wala nhi,bjp srkar h ,apne khilaf kon action leta h… agr sahi hote ye log to abhi tk to result b aa jata aur koi action b le liya hota.
please add me in whtsapp group…9893803303
Maahila paryavekshak ko kya kya kaam karna padta anyone knows? Aur job aanganwadi mein karni padti hai ki office mein kaam karna padta hai?
30 Aganwari per ek supervisor hoti Hai, field work or office work dono hota hai, supervisor per bahut work load hota hai.this job is very tough.
Behno 181 pe phone lagaya jaye
Kab tak aayega result ab to bahut nirasha hoti he kab tak wait karna padega
Now ultimately its clear that ki hamare country mein kitni safai se logo ka time barbaad kiya jata hai aur jhoot bola jata hai .aur jo galat logo ke khilaf hota hai unhe to pagal samjha jata hai .its rediculous.
Please call 181 all user and your friend plesa call if our complaint registered hoti to jab ek hi sath itani sari complaint cm helpline me pahuchengi to sayed kuch nikle lekin sabi Kate
Thanks
kitne bar to news me a chuka h ab syd a jaye result kyunki media me bt a jati h to kuch to hota h….jin logo ke marks acge h bhagban unke liye a jaye ye result….
Jaldi kuch hi jaye
Mc result kyu nahi aa rha hai.bc log puri mehnet ki aise ki taise kr di.
ha yr ye v h …sirf do hi result ruke h ak supervisor or group 5 ka result me transparency hogi .dr lgta h abto.vyapam se ..
Ha ye log exact date kyu ni btate..
Patrika news m fr pahle ki tarah btaya h k result aane wala h… jane kitna such h?pichhli bar b yahi hua aur doosre din news del kr di thi, aur date to di nhi h,jld aane wala h ka mtlb to kuchh b nikal skte ho… December b… ya September b
ho rha h news me aya h aj yr .result ane bala h uc news me dala h ..
Kis news paper mein aaya Hai result ke bare mein
Bhopal ja k bhi kya kare koi ni sun Raha..cm ..pm helpline pe complain ki…pm ko mail karke b shikayat ki..fb page pe bhi cm ko bola…kuch ni ho Raha hai..unki Margi se hi ayega result…
Add me in watsapp group my watsapp no. Is 7509103449
Group m add hone se kuch ni hoga bhopal jana padega plz bhopal m jo ladkiyan h wo kuch to karo aap log wahan rehkar bhi kuch ni kar pati
Beti padao beti badao khene waali sarkaar ke raj mein beti ko giraya ja raha use jhoote sapne dikha kar mujhe samajh nahi aata ki is department mein enter hone mein itna bawaal ho raha hai to yaha kaam kis tarah se hota hoga kya ye workers ko tankha bhi dete hai ki nahi .nahi to kehte honge january ki tankha december mein lena ye department mahila aur bachho ka hai isse to sabse durust chalna chaiye aakhir mahila aur bachho ke swasth ka sawaal hai.
Ye sarkar auraton ke haq ki baat karti hai .mahilaon ka result dene ki baat nahi karti aur khaaskar mahila bal vikas ka result dene mein to bilkul tatpar nahi hai .mahilaon se unka haq cheenkar ye saabit kar rahi hai ki sab baatein rajnitik hai par real mein koi bhala nahi kar rahi balki inke taraf se to sabse pehle hi anyay kiya ja raha gavernment ye bhul rahi hai ki women empowernment ke is yug mein mahilaon ko yu murkh banana asaan nahi hai ye human rights bhi koi cheej hai ki nahi india ye har us insaan ka haq hai ki uske dwara diye gaye exam ka use result mile goverment is tarah kisi ko bhi misguide na kare warna ye yaad rakhe ki government nagrikon se banti hai netaaon se nahi neta to goverment ke
dhan ke matke mein ched karne wale chachunder hai .
You are right, boy’s ka result hota to itna let Kar hi nahi sakte the ye peb ke officers,drug inspector ka result Bina Kisi paresani ke declare Kar diya ab baat hum ladies ki Hai to koi bhi Sahi SE baat tak nahi kar Raha Hai information ke naam per 15 din keh diya jata Hai mujhe lagta Hai 2018 SE pehle Kuch nahi hone Bala or wo bhi fair ya unfair kon janta Hai,siba.ye nirasha ke Kuch nahi Mila itni mehnat karne ke bad
Me to kehti hun jin ladkiyon ke 135 se jyada marks hain unhe cm house jakar dharna dena chaiye tabhi kuch hoga bookh hadtal karo
जब exam online karvay he to etana time kyo lag raha he sochane wali bat he baki exam ke result jaldi out ho jata sab ke sab sale chor he
PM ..CM helpline pe compln KR Di hai koi response ni milta waha se b…mail kiya h cm ko dekhte h…sab ghotala h
Behno agar vaypam ke bharose rhe to apna kuch nhi hone wala h bus age bhukhe hi Marna na..
result nhi ayega vibhag na vyapam sb mil gye h ..ghotala ho chuka h kuch nhi hoga bhno …
My what up no 9340567488 please Muje bhi group me jarur add jar lena
My what up no 9340567488 please Muje bhi grup me add jar lena
Patrika walo n news waps le li apni,khoj khabr b nhi ki socho…. kis bat ka dr tha unhe? Doosre news paper wale b hwa nhi de rahe pta hote huye b… kis bat s dr rahe h? Vyapm ghotale k liye ak bar fr s aawaj buland krne ki jaroort h ab,aur ye ak k kahne s nhi hone wala… jinke sath glt ho raha h jb wo chup rahegi to koi kya kr skta h…
Rti Kar sakte hai inhe jawab Dena padega 10 din ke andar koi karo Mera hotel ka besines hai subah 6 se rat 10 tak Kam rahta hai nahi Mai hi Kar details ladkiyo ke matthe kuch hone was nahi bolne bas ko kah do
December me bola hai sunne me galti to nahi hui yaar conference karo
Modi tk bat pahuchaiye k ye kya ghotala chal raha h dekhiye khud hi… man ki bat boli bs jati h ki suni b jati h….. Vyapm ghotale m shivraj mama ko pichhli bar kyu dabocha gya tha? Kya in sb k pichhe inka b hath h?aakhir himmat kyu bdti Vyapm ki ,k march ka result December m denge…..political party k sath diye bagair to ye sb nhi chal skta tha,wrna cm helpline m kitne logo n bola,kuchh to asr dikhta… dr hi nhi h koi… jangl raj h kya
rihht niti ji .bus court kacheri hi krte rho .or pese ki brbadi inko to nokri deni h nhi h bus pesa kmna h ..
Ab aap sab ek sabak lo ki is vyapam ka ek bhi exam ab hum na hi dengeaur na hi kisi ko denedenge ab kisi bhi department ka exam ho to us exam ki jimmedaari usi department ko leni hogi aur form bharwaate waqt ye agreement karna hoga ki result kitne samya mein dega agar department sahi waqt par result dene mein asamarth rahega to use hamare paise interest ke saath waapas karne honge agar department kahega ki meine àapse exam lene ke paise liye the aur aapko exam dene diya to hum kahenge ki aapke exam ke peeche hamara samya kitna nasht hua hai ye time waapas kon lakar dega kya hum sab log zindagi bhar court kacheri hi karte rahenge bank bhi to apney balbute par itne saare logo ka exam leti hai aur result bhi 15 din mein de deti hai unka exam to kitna huge(bada) hota hai mujhe nahi lagta ki ye ab result dega aur phone par bolo to kehta hai aapko jahan case karna hai waha case karo cbi mein jao isse bhi kuch nahi hoga ye bhai bhatijawaad aur rishwat khori kar chuka hai baimaano ki duniya hai ye isme wahi hoga jo ye corrupt log chahenge haraam……..
december ka bola h ..oh my god..kya yr .itna late
kuch nhi hoga bhno sb ghotala ho chuka h bus aise hi bt talte rhenge or kuch nhi phlr
muje abhi sep. ke last me result aayega esa bol rhe h. mera what up no. 9806741711 please add me in grop.
please add the no 9893803303 in your whatsapp group…monika
इस महीने नहीं आएगा रिजल्ट में भोपाल व्यापम गई थी जानकारी लेने के लिए दिसम्बर के प्रथम सप्ताह में आ जाएगा यह बोला है
Kuch Nahi hone wala Kabhi 5 September Kabhi 10 September Kabhi bolte h month end m denge vyapam wale…sab ghotala h
Mene abhi vyapam phone lagaya bole result 10 september ko ayega mene pucha pehle to bole result august last m ayega to phone cut kar diya
31 ka bola tha vo v ho gyi .koi sunbai nhi h vyapam me to koi exam hi na de.. exam do itna strugle krke fir result ke liye usse v jyda strugle or mently tension …
Result kab ayegaaaaaaaaaaaaa
Aaj 31 ho gai h pata nahi result aayega bhi ya nahi , kisi ko kuh information mili,please share kare
Kisi ko kuh pata chala
Ab to nirasha ho rahi h 🙁 jane kb aayega result ,upr se sahi hi hoga ,ye b nhi pta ab to,roj ki tension h 🙁
Aug ka ek din hi baki hai kayi sites ne to aug mein result aane ka bola tha par aisa hua nahi to in logo ne jo ye cut off ke prediction laga rakhe itne cut off honge bhi sab ke sab milkar bas apna niji profit dekhte misguide karte hai aur logo ke armaano se khel rahe hai are bhaiyya ek baar bata deki kab result aayega aur vyapam waala khud ke notification section mein nahi likh sakta ki result mein deri hone kikya wajha hai chup baith gaya hai aise hi ullu banakar kisi din keh dega ki hume sab reject kar diya hai.how disguhsting vyapam.
Realy its disgushting
Yadi koi Facebook ya Twitter m ho to modi ji se man ki baat m bhi likho… jb jyada log bolenge to baat jaroor pahuchegi.
Sare news paper me kyo nhi de dete
apka to silection sure h ..ap case krdo ..kyunki marks ache aye h .. apke
Hme bebkuf bnaya ja rha he SB milkr case kre Mene cm helpline vyapam peb hr kahi ki fon recording he8517907986 mera no. He me aww hu 31march 1st shift 145 2nd shift 143
Result is mahine nhi ayega Mene peb me fon lgaya tha
09981748264
meri baat huiii thi but bo;lte hain 15 days aishe 15 days mai july se continue call kr rha huaa maiol,bhi kiya bt yet nt get proper answer any ways note my number any update plz send me msg plz
Koe to btao result Kyo nhi aa rha he
Result is mahine nhi ayega Mene peb me fon lgaya tha
Sahi kaha aapne nahi malum result dege bhi ki nahi
aj 29 ho gyi h result ki koi information nhi h 31 ka bola h mujhe nhi lgta kuch hoga..
Add me 9111560883 minakshi
Result kab aayega
my whats up no. 9806741711 please muje bhi grup me add kar lena.
Jai hind
Vyapam ke jitne bhi nos. hai woh pheli baat to lagte nahin aur agar lag bhi jaate hai to un nos. Par pata nahin kon kisse kya baat kar raha hota hai aur apan hello hello bolte reh jate hai.in logo ne saare phone cross connect kar rakhe aur inki helpline no. To gungi hai aur kabhi sahi lag bhi jaye to by default to kahenge 10-15 din mein result aa jayega jo ki kora jhut hota hai.
Vyapam ke jitne bhi nos. hai woh phelu baat to lagte nahin aur agar lag bhi jaate hai to un nos. Par pata nahin kon kisse kya baat kar raha hota hai aur apan hello hello bolte reh jate hai.in logo ne saare phone cross connect kar rakhe aur inki helpline no. To gungi hai aur kabhi sahi lag bhi jaye by default to kahenge 10-15 din mein result aa jayega jo ki kora jhut hota hai.